Ask Mufti Tariq Masood Podcast

Ask Mufti Tariq Masood Podcast

The Ask Mufti Tariq Masood Podcast features full-length masail and Q&A sessions by renowned Islamic scholar Mufti Tariq Masood. The podcast focuses exclusively on his long-form question-and-answer programs, with a growing catalogue of 400+ complete sessions.

In these sessions, Mufti Tariq Masood addresses questions related to Islamic teachings and daily life, providing masail ka hal in a clear and practical manner. Topics include shadi, khandani masail, maal o daulat, and other real-life issues, offering structured Islamic guidance for Muslims.

How to Ask a Question from Mufti Tariq Masood?

To ask a question, contact +1 (346) 859-1560, or search “How to ask questions from Mufti Tariq Masood” on Google or YouTube for more information.

Where to Listen to Ask Mufti Tariq Masood

The Ask Mufti Tariq Masood Podcast is available on Spotify, Apple Podcasts, and other popular podcast platforms.

📧 For Business or Copyright Inquiries: contactsofion@gmail.com


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.

00:00
00:00

Episode's summary

(0:00) Intro (0:17) Sharab bada gunah hai ya sood? (2:46) Aisi app ka istemal? (3:14) Khandan ya mohabbat — larki kya select kare according to Shariah? (7:04) Video editor agar logon ki videos mein music / songs lagaye to? (7:50) University fee par due date ke baad 200 Rs/day lena sood hai? (9:10) Mehbooba ki accident mein death ho jaye to larkiyon se door rehna aur sirf khud par kaam karna kaisa hai? (10:42) Dhoka dene walay ke sath mukafat-e-amal hoga? (11:00) Mutual funds / stock earnings ka sharai hukum? (13:04) Co-education mein girls ka without hijab university aana? (13:35) Male student ka message: larki pasand hai lekin maali istehkam nahi aur taleem mukammal nahi — fitnay ka khauf kaisay khatam karein? (17:03) Game developing mein tasveer banana? (17:50) Berozgar naujawan shadi kaisay kare? (32:26) Bhook mein halal na mile to youngsters haram ki taraf jayenge? (33:40) Cousin se shadi mein 2 saal ki taakhir — walidain ko jaldi ka kehne mein sharam aaye to? (34:35) Agar ghar walay love marriage ke…

Episodes

577-

Q&A Session Air University Islamabad - 515th | Ask Mufti Tariq Masood

(0:00) Intro (0:17) Sharab bada gunah hai ya sood? (2:46) Aisi app ka istemal? (3:14) Khandan ya mohabbat — larki kya select kare according to Shariah? (7:04) Video editor agar logon ki videos mein music / songs lagaye to? (7:50) University fee par due date ke baad 200 Rs/day lena sood hai? (9:10) Mehbooba ki accident mein death ho jaye to larkiyon se door rehna aur sirf khud par kaam karna kaisa hai? (10:42) Dhoka dene walay ke sath mukafat-e-amal hoga? (11:00) Mutual funds / stock earnings ka sharai hukum? (13:04) Co-education mein girls ka without hijab university aana? (13:35) Male student ka message: larki pasand hai lekin maali istehkam nahi aur taleem mukammal nahi — fitnay ka khauf kaisay khatam karein? (17:03) Game developing mein tasveer banana? (17:50) Berozgar naujawan shadi kaisay kare? (32:26) Bhook mein halal na mile to youngsters haram ki taraf jayenge? (33:40) Cousin se shadi mein 2 saal ki taakhir — walidain ko jaldi ka kehne mein sharam aaye to? (34:35) Agar ghar walay love marriage ke…

21 Oct 2026
576-

Q&A Session Air University Islamabad - 514th | Ask Mufti Tariq Masood 🕌

(0:00) Intro (0:42) 3D games modeling mein insani chehray banana? (2:18) University ki masjid mein 2 baar jamaat karana? (5:39) Pakistan ki mojooda soorat-e-haal ke baare mein durust Islami radd-e-amal kya hona chahiye? (8:36) Daur-e-hazir mein jab Allah, Islam aur Tauheed ke khilaf baatein sunte rehte hain to hum Tauheed par kis tarah sabit qadam reh sakte hain? Aur kis tarah Allah ke sath mohabbat ka mazboot taalluq rakh sakte hain? (12:50) Zyada sochne (overthinking) par kaisay qabu paayein? (19:50) Koi shakhs yeh kaisay jaan sakta hai ke uska deen sacha hai jab woh tamam mazhab ka tajurba nahi kar sakta? (25:05) Female student ka sawal: achhi saheli se dosti khatam ho jaye aur woh pehle jaisi special na rahe to? (28:23) University studies ki wajah se farz namaz qaza ho jaye to? (29:56) Agar larka aur larki 7 saal se mohabbat karte hon, aur larki walay zaat ka bahana bana kar nikah se inkar kar dein to? (34:08) Ba-asar Pakistani ulama (36:04) Agar koi flirty shadi ke jhootay waday kare to larki (jisko…

14 Oct 2026
575-

Masail Ka Hal - 513th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌

(0:00) Intro (0:06) Mobile mein Qur’an parhna? (0:13) Nokri mein haram aamdani ho to? (0:45) Wazu mein niyyat karna farz hai? (1:36) Taweez pehnana shirk hai? (2:54) Istikhara har kaam se pehle? (3:44) Teen talaq aik sath dena? (6:20) Message par talaq? (6:42) Nabaligh bachay ka nikah? (9:22) Darood Sharif kis waqt parhein? (9:40) Qareebi masjid mein namaz? (10:35) Khwab mein murday dekhna? (10:50) Ghar mein tasveer lagana? (11:12) Kya Allah har cheez maaf kar deta hai? (12:29) Surma lagana sunnat hai? (13:30) Make-up mein namaz? (14:04) Kafan ka rang safed hona lazmi hai? (14:50) Mayyat ko dua pohanchti hai? (15:17) Marne ke baad rooh wapas aati hai? (15:34) Kya Allah ko dekhna mumkin hai? (15:54) Ghair Muslim ka janaza attend karna? (16:45) Masjid mein zakat dena? (16:48) Juma ki khaas ibadat? (17:22) Surah Fatiha har rakat mein? (17:57) Baghair wazu masjid jana? (18:00) Co-education school mein parhna? (18:43) Ghar mein jamaat kara rahe hon to azan dena? (18:57) Har dua qabool hoti hai? (19:18) Khwab mein…

07 Oct 2026
574-

Masail Ka Hal - 512th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌

(0:00) Intro (0:02) Be-aulad khala ki virasat ki taqseem? (0:39) Ma’azoor larki ki shadi? (6:29) Lucky draw mein hissa lena? (6:37) Sirf aik ghar sab ki gas apni pressure machine se ghair qanooni le to? (8:46) Kashti walay ka haq dair se ada karna yaad aaye to? (9:07) Walidain aur rishtedaar saadgi se shadi par naraz ho jayein to? (10:00) Agency mein IT ke aisay job contracts ka hukum? (12:09) Tailor ke liye izafi raqam khud rakhna? (12:44) Qadiyani ke kunwain se pani peena? (13:14) Sharab ki aisi jagah namaz? (13:35) Zakat ka masla? (14:20) Family mein shadi ke liye walidain rukawat hon to larki wali ki ijazat ke baghair nikah kar le? (15:31) Shohar se biwi ke taalluqaat sahih hon lekin khwab mein kisi ke sath na-jaiz taalluq dekhein to? (16:26) Unmarried taya ki virasat ki taqseem? (17:03) Pak Army, Air Force, Navy mein jana? (18:51) New Muslim ke liye asaan Urdu masail / hadees ki kitab? (19:56) Kisi ko 5 lakh ki raqam par aisa munafa jaiz hai? (21:18) Masjid mein kursi par baith kar namaz parhna? (23:03)…

30 Sep 2026
573-

Masail Ka Hal - 511th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌

(0:00) Intro (0:07) Betay ka aqeeqa aisay karna? (1:10) 12 saal ke bachay ki tarbiyat kaisay karein? (3:05) Musalmanon ki tabahi ki wajah? (5:06) Hotels mein khana enjoy karne ki videos status par lagana? (7:32) Namaz mein hansi aa jaye to? (7:55) Spot trading? (8:13) Tobacco / cigarette business? (8:36) Aurat ke haath namaz mein chadar mein chhupay hon? (8:52) Virasat ki aisi taqseem? (9:50) 10 din se zyada bleeding ho to namaz? (10:10) Duty hours mein tilawat? (10:38) Islam mein saadgi ka mafhoom? (14:34) Kya tilawat ka YouTube channel banana Qur’an bechna hai? (15:34) AI ki aisi videos wala YouTube channel? (16:16) Qaza-e-umri? (16:38) Umrah ka tawaf isaal-e-sawab karna? Umrah karne walay ko Haji kehna? (18:41) Aisay shakhs ko zakat dena? (20:23) Attahiyat mein ungli? (20:40) Traffic laws ki pabandi na karne ka gunah? (21:51) Paon ke nakhun par mitti ho to wazu? (22:18) Umrah par janay walon ke aisay alfaaz? (22:46) Maali mustahkam shakhs ke baray bhai ki interference? (23:51) Virasat ki taqseem aur…

23 Sep 2026